Surah Al-Kahf Verse 109 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfقُل لَّوۡ كَانَ ٱلۡبَحۡرُ مِدَادٗا لِّكَلِمَٰتِ رَبِّي لَنَفِدَ ٱلۡبَحۡرُ قَبۡلَ أَن تَنفَدَ كَلِمَٰتُ رَبِّي وَلَوۡ جِئۡنَا بِمِثۡلِهِۦ مَدَدٗا
(Aey Muhammad), kaho ke agar samandar mere Rubb ki baatein likhne ke liye roshnayi(ink) ban jaye to woh khatam ho jaye magar mere Rubb ki baatein khatam na hon, balke itni hi roshnayi aur le aayein to woh bhi kifayat na karey