Surah Al-Kahf Verse 110 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfقُلۡ إِنَّمَآ أَنَا۠ بَشَرٞ مِّثۡلُكُمۡ يُوحَىٰٓ إِلَيَّ أَنَّمَآ إِلَٰهُكُمۡ إِلَٰهٞ وَٰحِدٞۖ فَمَن كَانَ يَرۡجُواْ لِقَآءَ رَبِّهِۦ فَلۡيَعۡمَلۡ عَمَلٗا صَٰلِحٗا وَلَا يُشۡرِكۡ بِعِبَادَةِ رَبِّهِۦٓ أَحَدَۢا
(Aey Muhammad), kaho ke main to ek Insaan hoon tum hi jaisa, meri taraf wahee ki jaati hai ke tumhara khuda bas ek hi khuda hai, pas jo koi apne Rubb ki mulaqaat ka umeedwar ho usey chahiye ke neik amal karey aur bandagi mein apne Rubb ke saath kisi aur ko shareek na karey