Surah Al-Kahf Verse 110 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfقُلۡ إِنَّمَآ أَنَا۠ بَشَرٞ مِّثۡلُكُمۡ يُوحَىٰٓ إِلَيَّ أَنَّمَآ إِلَٰهُكُمۡ إِلَٰهٞ وَٰحِدٞۖ فَمَن كَانَ يَرۡجُواْ لِقَآءَ رَبِّهِۦ فَلۡيَعۡمَلۡ عَمَلٗا صَٰلِحٗا وَلَا يُشۡرِكۡ بِعِبَادَةِ رَبِّهِۦٓ أَحَدَۢا
aap keh dijiye ke main to tum jaisa hee ek insaan hoon (haan) meri jaanib wahi ki jaati hai ke sab ka maboodh sirf ek hee maboodh hain, to jise bhi apne parvardigaar se milne ki aarzu ho, ose chahiye ke nek amaal kare, apne parvardigaar ki ibaadth mein kisi ko bhi shareek na kare