Surah Al-Kahf Verse 17 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahf۞وَتَرَى ٱلشَّمۡسَ إِذَا طَلَعَت تَّزَٰوَرُ عَن كَهۡفِهِمۡ ذَاتَ ٱلۡيَمِينِ وَإِذَا غَرَبَت تَّقۡرِضُهُمۡ ذَاتَ ٱلشِّمَالِ وَهُمۡ فِي فَجۡوَةٖ مِّنۡهُۚ ذَٰلِكَ مِنۡ ءَايَٰتِ ٱللَّهِۗ مَن يَهۡدِ ٱللَّهُ فَهُوَ ٱلۡمُهۡتَدِۖ وَمَن يُضۡلِلۡ فَلَن تَجِدَ لَهُۥ وَلِيّٗا مُّرۡشِدٗا
Tum unhein ghaar mein dekhte to tumhein yun nazar aata ke Suraj jab nikalta hai to unke ghaar ko chodh kar dayein janib chadh jata hai aur jab guroob hota hai to unse bach kar bayein jaanib utar jata hai aur woh hain ke ghaar ke andar ek waseeh jagah mein padey hain. Yeh Allah ki nishaniyon mein se ek hai. Jisko Allah hidayat de wahi hidayat paney wala hai aur jisey Allah bhatka de uske liye tum koi wali-e-murshid nahin paa saktey