Surah Al-Kahf Verse 26 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfقُلِ ٱللَّهُ أَعۡلَمُ بِمَا لَبِثُواْۖ لَهُۥ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ أَبۡصِرۡ بِهِۦ وَأَسۡمِعۡۚ مَا لَهُم مِّن دُونِهِۦ مِن وَلِيّٖ وَلَا يُشۡرِكُ فِي حُكۡمِهِۦٓ أَحَدٗا
aap kehde Allah hee ko un ke tehre rehne ki muddath ka ba-qoobi ilm hai, asmaano aur zamino ka ghaib sirf osi ko haasil hai, wo kya hee accha dekhne, sunne waala hai, sivaaye Allah ke un ka koyi madadgaar nahi, Allah ta’ala apne hukm mein kisi ko shareek nahi karta