Surah Al-Kahf Verse 26 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfقُلِ ٱللَّهُ أَعۡلَمُ بِمَا لَبِثُواْۖ لَهُۥ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۖ أَبۡصِرۡ بِهِۦ وَأَسۡمِعۡۚ مَا لَهُم مِّن دُونِهِۦ مِن وَلِيّٖ وَلَا يُشۡرِكُ فِي حُكۡمِهِۦٓ أَحَدٗا
Tum kaho, Allah unke qayaam ki muddat(period of their stay) zyada jaanta hai, aasmano aur zameen ke sab posheeda ahwal usi ko maloom hain. Kya khoob hai woh dekhne wala aur sunne wala! Zameen o aasman ki makhlooqat ka koi khabar-geer uske siwa nahin , aur woh apni hukumat mein kisi ko shareek nahin karta