Surah Al-Kahf Verse 27 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَٱتۡلُ مَآ أُوحِيَ إِلَيۡكَ مِن كِتَابِ رَبِّكَۖ لَا مُبَدِّلَ لِكَلِمَٰتِهِۦ وَلَن تَجِدَ مِن دُونِهِۦ مُلۡتَحَدٗا
Aey Nabi! Tumhare Rubb ki kitaab mein se kuch tum par wahee(revelation) kiya gaya hai usye ( jun ka too /exactly) suna do. Koi uske farmudaat ko badal dene ka mijaz nahin hai, ( aur agar tum kisi ki khatir is mein radd o badal karogey to) ussey bachkar bhaagne ke liye koi jaye panaah na paogey