Surah Al-Kahf Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَٱصۡبِرۡ نَفۡسَكَ مَعَ ٱلَّذِينَ يَدۡعُونَ رَبَّهُم بِٱلۡغَدَوٰةِ وَٱلۡعَشِيِّ يُرِيدُونَ وَجۡهَهُۥۖ وَلَا تَعۡدُ عَيۡنَاكَ عَنۡهُمۡ تُرِيدُ زِينَةَ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَاۖ وَلَا تُطِعۡ مَنۡ أَغۡفَلۡنَا قَلۡبَهُۥ عَن ذِكۡرِنَا وَٱتَّبَعَ هَوَىٰهُ وَكَانَ أَمۡرُهُۥ فُرُطٗا
Aur apne dil ko un logon ki maiyat par mutmaeen karo jo apne Rubb ki raza ke talabgaar bankar subah o shaam usey pukarte hain, aur unse hargiz nigaah na phero. Kya tum duniya ki zeenat pasand karte ho? Kisi aisey shaks ki itaat na karo jiske dil ko humne apni yaad se gaafil kardiya hai aur jisne apni khwahish e nafs ki pairwi ikhtiyar karli hai aur jiska tareeqe-kar ifraat o tafreet par mabni hai(follows his own lust and goes to extremes in the conduct of his affairs)