Surah Al-Kahf Verse 29 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَقُلِ ٱلۡحَقُّ مِن رَّبِّكُمۡۖ فَمَن شَآءَ فَلۡيُؤۡمِن وَمَن شَآءَ فَلۡيَكۡفُرۡۚ إِنَّآ أَعۡتَدۡنَا لِلظَّـٰلِمِينَ نَارًا أَحَاطَ بِهِمۡ سُرَادِقُهَاۚ وَإِن يَسۡتَغِيثُواْ يُغَاثُواْ بِمَآءٖ كَٱلۡمُهۡلِ يَشۡوِي ٱلۡوُجُوهَۚ بِئۡسَ ٱلشَّرَابُ وَسَآءَتۡ مُرۡتَفَقًا
Saaf kehdo ke yeh haqq hai tumhare Rubb ki taraf se, ab jiska jee chahe maan ley aur jiska jee chahe inkar karde. Humne (inkar karne waley) zalimon ke liye ek aag tayyar kar rakkhi hai jiski laptein unhein gheray mein le chuki hain. Wahan agar woh pani maangein ge to aisey pani se unki tawazo ki jayegi jo tail (oil) ke tilchat jaisa hoga aur unka mooh bhoon daalega. Badtareen peene ki cheez aur bahut buri aaraamgaah