Surah Al-Kahf Verse 28 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfوَٱصۡبِرۡ نَفۡسَكَ مَعَ ٱلَّذِينَ يَدۡعُونَ رَبَّهُم بِٱلۡغَدَوٰةِ وَٱلۡعَشِيِّ يُرِيدُونَ وَجۡهَهُۥۖ وَلَا تَعۡدُ عَيۡنَاكَ عَنۡهُمۡ تُرِيدُ زِينَةَ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَاۖ وَلَا تُطِعۡ مَنۡ أَغۡفَلۡنَا قَلۡبَهُۥ عَن ذِكۡرِنَا وَٱتَّبَعَ هَوَىٰهُ وَكَانَ أَمۡرُهُۥ فُرُطٗا
aur apne aap ko unhee ke saath rakha kar jo apne parvardigaar ko subah shaam pukaarte hain, aur osi ke chehre ke iraade rakhte hai (raza mandhi chaahte hai) qabardaar! teri nigaahe un se na hatne paaye ke dunyawi zindagi ke thaat ke iraade mein lag ja, dekh us ka kehna na maanna jis ke dil ko hum ne apne zikr se ghaafil kar diya hai aur jo apni qaahish ke piche pada hoa hai aur jis ka kaam hadh se guzar chuka hai