Surah Al-Kahf Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَٱضۡرِبۡ لَهُم مَّثَلَ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَا كَمَآءٍ أَنزَلۡنَٰهُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ فَٱخۡتَلَطَ بِهِۦ نَبَاتُ ٱلۡأَرۡضِ فَأَصۡبَحَ هَشِيمٗا تَذۡرُوهُ ٱلرِّيَٰحُۗ وَكَانَ ٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ مُّقۡتَدِرًا
Aur (aey Nabi)! Inhein hayaat e duniya ki haqeeqat is misaal se samjhao ke aaj humne aasman se pani barsa diya to zameen ki paud khoob ghani ho gayi, aur kal wahi nabataat bhus bankar rehgayi jisey hawaein udaye liye phirti hain, Allah har cheez par qudrat rakhta hai