Surah Al-Kahf Verse 45 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfوَٱضۡرِبۡ لَهُم مَّثَلَ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَا كَمَآءٍ أَنزَلۡنَٰهُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ فَٱخۡتَلَطَ بِهِۦ نَبَاتُ ٱلۡأَرۡضِ فَأَصۡبَحَ هَشِيمٗا تَذۡرُوهُ ٱلرِّيَٰحُۗ وَكَانَ ٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ مُّقۡتَدِرًا
un ke saamne dunya ki zindagi ki misaal (bhi) bayaan karo jaise paani, jise hum aasmaan se utaarte hai, us se zameen ka sabza mila jhula (nikla) hai, phir aaqir kaar wo chura chura ho jaata hai jise hawaaye uda liye phirte hain, Allah ta’ala har cheez par qaadir hai