Surah Al-Kahf Verse 49 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَوُضِعَ ٱلۡكِتَٰبُ فَتَرَى ٱلۡمُجۡرِمِينَ مُشۡفِقِينَ مِمَّا فِيهِ وَيَقُولُونَ يَٰوَيۡلَتَنَا مَالِ هَٰذَا ٱلۡكِتَٰبِ لَا يُغَادِرُ صَغِيرَةٗ وَلَا كَبِيرَةً إِلَّآ أَحۡصَىٰهَاۚ وَوَجَدُواْ مَا عَمِلُواْ حَاضِرٗاۗ وَلَا يَظۡلِمُ رَبُّكَ أَحَدٗا
Aur naam e aamal saamne rakh diya jayega us waqt tum dekhoge ke mujrim log apni kitaab e zindagi ke indrajaat (records) se darr rahey hongey aur keh rahey hongey ke haye hamari kambakhti, yeh kaisi kitaab hai ke hamari koi choti badi harakat aisi nahin rahi jo ismein darj na ho gayi ho. Jo jo kuch unhon ne kiya tha woh sab apne saamne hazir payenge aur tera Rubb kisi par zara zulm na karega