Surah Al-Kahf Verse 50 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَإِذۡ قُلۡنَا لِلۡمَلَـٰٓئِكَةِ ٱسۡجُدُواْ لِأٓدَمَ فَسَجَدُوٓاْ إِلَّآ إِبۡلِيسَ كَانَ مِنَ ٱلۡجِنِّ فَفَسَقَ عَنۡ أَمۡرِ رَبِّهِۦٓۗ أَفَتَتَّخِذُونَهُۥ وَذُرِّيَّتَهُۥٓ أَوۡلِيَآءَ مِن دُونِي وَهُمۡ لَكُمۡ عَدُوُّۢۚ بِئۡسَ لِلظَّـٰلِمِينَ بَدَلٗا
Yaad karo, jab humne Farishton se kaha ke Adam ko sajda karo to unhon ne sajda kiya magar Iblis ne na kiya, woh Jinno mein se tha is liye apne Rubb ke hukum ki itaat se nikal gaya. Ab kya tum mujhey chodh kar usko aur uski zurriyat ko apna sarparast banate ho halaanke woh tumhare dushman hain? Bada hi bura badal hai jisey zalim log ikhtiyar kar rahey hain