Surah Al-Kahf Verse 50 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfوَإِذۡ قُلۡنَا لِلۡمَلَـٰٓئِكَةِ ٱسۡجُدُواْ لِأٓدَمَ فَسَجَدُوٓاْ إِلَّآ إِبۡلِيسَ كَانَ مِنَ ٱلۡجِنِّ فَفَسَقَ عَنۡ أَمۡرِ رَبِّهِۦٓۗ أَفَتَتَّخِذُونَهُۥ وَذُرِّيَّتَهُۥٓ أَوۡلِيَآءَ مِن دُونِي وَهُمۡ لَكُمۡ عَدُوُّۢۚ بِئۡسَ لِلظَّـٰلِمِينَ بَدَلٗا
aur jab hum ne farishto ko hum diya ke tum aadam ko sajda karo to iblees ke siva sab ne sajda kiya, ye jino mein se tha, us ne apne parvardigaar ki na farmaani ki, kya phir bhi tum ose aur us ki aulaad ko mujhe chohd kar apna dosth bana rahe ho? halaan ke wo tum sab ka dushman hai, aise zaalimo ka kya hee bura badal hain