Surah Al-Kahf Verse 55 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَمَا مَنَعَ ٱلنَّاسَ أَن يُؤۡمِنُوٓاْ إِذۡ جَآءَهُمُ ٱلۡهُدَىٰ وَيَسۡتَغۡفِرُواْ رَبَّهُمۡ إِلَّآ أَن تَأۡتِيَهُمۡ سُنَّةُ ٱلۡأَوَّلِينَ أَوۡ يَأۡتِيَهُمُ ٱلۡعَذَابُ قُبُلٗا
Unke saamne jab hidayat aayi to usey maanne aur apne Rubb ke huzoor maafi chahne se aakhir unko kis cheez ne rok diya? Iske siwa aur kuch nahin ke woh muntazir hain ke unke saath bhi wahi kuch ho jo pichli qaumon ke saath ho chuka hai, ya yeh ke woh azaab ko saamne aate dekh lein