Surah Al-Kahf Verse 56 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَمَا نُرۡسِلُ ٱلۡمُرۡسَلِينَ إِلَّا مُبَشِّرِينَ وَمُنذِرِينَۚ وَيُجَٰدِلُ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ بِٱلۡبَٰطِلِ لِيُدۡحِضُواْ بِهِ ٱلۡحَقَّۖ وَٱتَّخَذُوٓاْ ءَايَٰتِي وَمَآ أُنذِرُواْ هُزُوٗا
Rasoolon ko hum is kaam ke siwa aur kisi garz keliye nahin bhejte ke woh basharat aur tambeeh(warning) ki khidmat anjaam de dein, magar kafiron ka haal yeh hai ke woh baatil ke hathiyar lekar haqq ko neecha dikhane ki koshish karte hain aur unhon ne meri aayat ko aur un tambihaat (warnings) ko jo unhein ki gayi mazaq bana liya hai