Surah Al-Kahf Verse 57 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfوَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّن ذُكِّرَ بِـَٔايَٰتِ رَبِّهِۦ فَأَعۡرَضَ عَنۡهَا وَنَسِيَ مَا قَدَّمَتۡ يَدَاهُۚ إِنَّا جَعَلۡنَا عَلَىٰ قُلُوبِهِمۡ أَكِنَّةً أَن يَفۡقَهُوهُ وَفِيٓ ءَاذَانِهِمۡ وَقۡرٗاۖ وَإِن تَدۡعُهُمۡ إِلَى ٱلۡهُدَىٰ فَلَن يَهۡتَدُوٓاْ إِذًا أَبَدٗا
us se bad kar zaalim kaun hai? jise us ke rub ki aayato se nasihath ki jaaye wo phir bhi mu mude rahe, aur jo kuch us ke haatho ne aage bhej rakha hai, ose bhol jaaye, beshak hum ne un ke dilo par parde daal diye hai ke wo ise (na) samjhe aur unke kaano mein giraani hai, go tu unhe hidaayath ki taraf bulaate rahe lekin ye kabhi bhi hidaaayath nahi paane ke