Surah Al-Kahf Verse 77 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfفَٱنطَلَقَا حَتَّىٰٓ إِذَآ أَتَيَآ أَهۡلَ قَرۡيَةٍ ٱسۡتَطۡعَمَآ أَهۡلَهَا فَأَبَوۡاْ أَن يُضَيِّفُوهُمَا فَوَجَدَا فِيهَا جِدَارٗا يُرِيدُ أَن يَنقَضَّ فَأَقَامَهُۥۖ قَالَ لَوۡ شِئۡتَ لَتَّخَذۡتَ عَلَيۡهِ أَجۡرٗا
Phir woh aage chale yahan tak ke ek basti mein pahunche aur wahan ke logon se khana maanga magar unhon ne un dono ke ziyafat se inkar kardiya. Wahan unhon ne ek deewaar dekhi jo gira chahti thi(about to fall down). Us shaks ne us deewaar ko phir qayam kardiya. Moosa ne kaha “ agar aap chahte to is kaam ki ujrat le sakte thay”