Surah Al-Kahf Verse 77 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfفَٱنطَلَقَا حَتَّىٰٓ إِذَآ أَتَيَآ أَهۡلَ قَرۡيَةٍ ٱسۡتَطۡعَمَآ أَهۡلَهَا فَأَبَوۡاْ أَن يُضَيِّفُوهُمَا فَوَجَدَا فِيهَا جِدَارٗا يُرِيدُ أَن يَنقَضَّ فَأَقَامَهُۥۖ قَالَ لَوۡ شِئۡتَ لَتَّخَذۡتَ عَلَيۡهِ أَجۡرٗا
phir duno chale, ek gaao waalo ke paas aa kar un se khaana talab kiya, to unhone un ki mehmaan daari se saaf inkaar kar diya, duno ne waha ek diwaar paayi jo giraahi chaahti thi, us ne ose theek aur durusth kar diya, Mosa(alaihissalaam) kehne lage agar aap chaahte to is par ujrath le lete