Surah Al-Kahf Verse 86 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfحَتَّىٰٓ إِذَا بَلَغَ مَغۡرِبَ ٱلشَّمۡسِ وَجَدَهَا تَغۡرُبُ فِي عَيۡنٍ حَمِئَةٖ وَوَجَدَ عِندَهَا قَوۡمٗاۖ قُلۡنَا يَٰذَا ٱلۡقَرۡنَيۡنِ إِمَّآ أَن تُعَذِّبَ وَإِمَّآ أَن تَتَّخِذَ فِيهِمۡ حُسۡنٗا
Hatta ke jab woh guroob e aftaab(sunset) ki hadd tak pahunch gaya to usne Suraj ko ek kalay pani mein doobte dekha aur wahan usey ek qaum mili. Humne kaha “aey Zul-Qarnain, tujhey yeh maqdarat (power) bhi haasil hai ke inko takleef pahunchye aur yeh bhi ke inke saath neik rawayya ikhtiyar karey”