Surah Al-Kahf Verse 86 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Kahfحَتَّىٰٓ إِذَا بَلَغَ مَغۡرِبَ ٱلشَّمۡسِ وَجَدَهَا تَغۡرُبُ فِي عَيۡنٍ حَمِئَةٖ وَوَجَدَ عِندَهَا قَوۡمٗاۖ قُلۡنَا يَٰذَا ٱلۡقَرۡنَيۡنِ إِمَّآ أَن تُعَذِّبَ وَإِمَّآ أَن تَتَّخِذَ فِيهِمۡ حُسۡنٗا
yahaan tak ke suraj doobne ki jageh pahonch gaya, aur ose ek dal-dal ke chashme mein ghuroob hota hoa paaya aur us chashme ke paas, ek khaum ko bhi paaya, hum ne farma diya ke aye zulqanain! ya to, tu unhe takleef pahonchaaye ya un ke baare mein tu koyi behetreen rawish eqtiyaar kare