Surah Maryam Verse 42 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Maryamإِذۡ قَالَ لِأَبِيهِ يَـٰٓأَبَتِ لِمَ تَعۡبُدُ مَا لَا يَسۡمَعُ وَلَا يُبۡصِرُ وَلَا يُغۡنِي عَنكَ شَيۡـٔٗا
(Inhein zara us mauqe ki yaad dilao) jabke usne apne baap se kaha ke “Abbajaan, aap kyun un cheezon ki ibadat karte hain jo na sunti hain na dekhti hain aur na aap ka koi kaam bana sakti hain