Surah Al-Baqara Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَلَمَّا جَآءَهُمۡ رَسُولٞ مِّنۡ عِندِ ٱللَّهِ مُصَدِّقٞ لِّمَا مَعَهُمۡ نَبَذَ فَرِيقٞ مِّنَ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ كِتَٰبَ ٱللَّهِ وَرَآءَ ظُهُورِهِمۡ كَأَنَّهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Aur jab inke paas Allah ki taraf se koi Rasool us kitab ki tasdeeq o taeed karta hua aaya jo inke haan pehle se maujood thi to in ehle kitab mein se ek giroh ne kitab Allah ko is tarah pas-e-pusht (behind their backs) dala goya ke woh kuch jaante hi nahin