Surah Al-Baqara Verse 112 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraبَلَىٰۚ مَنۡ أَسۡلَمَ وَجۡهَهُۥ لِلَّهِ وَهُوَ مُحۡسِنٞ فَلَهُۥٓ أَجۡرُهُۥ عِندَ رَبِّهِۦ وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُونَ
Darasal na tumhari kuch khususiyat hai na kisi aur ki, haqq yeh hai ke jo bhi apni hasti ko Allah ki itaat mein somp de aur amalan neik rawish par chale, uske liye uske Rubb ke paas uska ajar hai aur aisey logon ke liye kisi khauf ya ranjh ka koi mauqa nahin