Surah Al-Baqara Verse 113 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَقَالَتِ ٱلۡيَهُودُ لَيۡسَتِ ٱلنَّصَٰرَىٰ عَلَىٰ شَيۡءٖ وَقَالَتِ ٱلنَّصَٰرَىٰ لَيۡسَتِ ٱلۡيَهُودُ عَلَىٰ شَيۡءٖ وَهُمۡ يَتۡلُونَ ٱلۡكِتَٰبَۗ كَذَٰلِكَ قَالَ ٱلَّذِينَ لَا يَعۡلَمُونَ مِثۡلَ قَوۡلِهِمۡۚ فَٱللَّهُ يَحۡكُمُ بَيۡنَهُمۡ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ فِيمَا كَانُواْ فِيهِ يَخۡتَلِفُونَ
Yahudi kehte hain: Isaiyon ke paas kuch nahin, Isayi kehte hain: Yahudiyon ke paas kuch nahin, halaanke ke dono hi kitab padhte hain aur isi qism ke dawey un logon ke bhi hain jinke paas kitab ka ilm nahin hai, yeh ikhtilafaat jin mein yeh log mubtila hain inka faisla Allah qayamat ke roz kardega