Surah Al-Baqara Verse 114 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّن مَّنَعَ مَسَٰجِدَ ٱللَّهِ أَن يُذۡكَرَ فِيهَا ٱسۡمُهُۥ وَسَعَىٰ فِي خَرَابِهَآۚ أُوْلَـٰٓئِكَ مَا كَانَ لَهُمۡ أَن يَدۡخُلُوهَآ إِلَّا خَآئِفِينَۚ لَهُمۡ فِي ٱلدُّنۡيَا خِزۡيٞ وَلَهُمۡ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ عَذَابٌ عَظِيمٞ
Aur us shaks se badhkar zalim kaun hoga jo Allah ke maabadon (places of worship) mein uske naam ki yaad se rokay aur unki veerani ke darpe ho? Aisey log is qabil hain ke unki ibadat-gaahon mein qadam na rakkhein aur agar wahan jayein bhi to darte huey jayein, unke liye to duniya mein ruswayi hai aur aakhirat mein azaab e azeem