Surah Al-Baqara Verse 126 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذۡ قَالَ إِبۡرَٰهِـۧمُ رَبِّ ٱجۡعَلۡ هَٰذَا بَلَدًا ءَامِنٗا وَٱرۡزُقۡ أَهۡلَهُۥ مِنَ ٱلثَّمَرَٰتِ مَنۡ ءَامَنَ مِنۡهُم بِٱللَّهِ وَٱلۡيَوۡمِ ٱلۡأٓخِرِۚ قَالَ وَمَن كَفَرَ فَأُمَتِّعُهُۥ قَلِيلٗا ثُمَّ أَضۡطَرُّهُۥٓ إِلَىٰ عَذَابِ ٱلنَّارِۖ وَبِئۡسَ ٱلۡمَصِيرُ
jab Ibraheem ne kaha, aye parvardigaar! tu is jagah ko aman waala shahar bana aur yaha ke baashindo ko, jo Allah ta’ala aur qayaamath ke din par imaan rakhne waale ho, phalo ki roziya de, Allah ta’ala ne farmaaya, main kaafiro ko bhi thoda fayeda donga, phir unhe aag ke azaab ki taraf be bus kar donga, ye pahochne ki jagah buri hai