Surah Al-Baqara Verse 140 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraأَمۡ تَقُولُونَ إِنَّ إِبۡرَٰهِـۧمَ وَإِسۡمَٰعِيلَ وَإِسۡحَٰقَ وَيَعۡقُوبَ وَٱلۡأَسۡبَاطَ كَانُواْ هُودًا أَوۡ نَصَٰرَىٰۗ قُلۡ ءَأَنتُمۡ أَعۡلَمُ أَمِ ٱللَّهُۗ وَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّن كَتَمَ شَهَٰدَةً عِندَهُۥ مِنَ ٱللَّهِۗ وَمَا ٱللَّهُ بِغَٰفِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُونَ
Ya phir kya tumhara kehna yeh hai ke Ibrahim , Ismail, Ishaq, Yakub aur aulad e Yakub sab ke sab yahudi thay ya nasrani thay? Kaho: “tum zyada jaante ho ya Allah? Us shaks se bada zalim aur kaun hoga jiske zimme Allah ki taraf se ek gawahi ho aur woh usey chupaye? Tumhari harakat se Allah gaafil to nahin hai