Surah Al-Baqara Verse 140 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraأَمۡ تَقُولُونَ إِنَّ إِبۡرَٰهِـۧمَ وَإِسۡمَٰعِيلَ وَإِسۡحَٰقَ وَيَعۡقُوبَ وَٱلۡأَسۡبَاطَ كَانُواْ هُودًا أَوۡ نَصَٰرَىٰۗ قُلۡ ءَأَنتُمۡ أَعۡلَمُ أَمِ ٱللَّهُۗ وَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّن كَتَمَ شَهَٰدَةً عِندَهُۥ مِنَ ٱللَّهِۗ وَمَا ٱللَّهُ بِغَٰفِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُونَ
kya tum kehte ho ke Ibraheem aur Ismail aur Is’haaq aur Yaqub (alaihimussalam) aur un ki aulaad yahodi ya nasraani thein? kehdo kya tum zyaada jaante ho ya Allah tala? Allah ke paas shahadath chipaane wale se zyaada zaalim aur kaun hai? aur Allah tumhaare kaamo se ghaafil nahi