Surah Al-Baqara Verse 142 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞سَيَقُولُ ٱلسُّفَهَآءُ مِنَ ٱلنَّاسِ مَا وَلَّىٰهُمۡ عَن قِبۡلَتِهِمُ ٱلَّتِي كَانُواْ عَلَيۡهَاۚ قُل لِّلَّهِ ٱلۡمَشۡرِقُ وَٱلۡمَغۡرِبُۚ يَهۡدِي مَن يَشَآءُ إِلَىٰ صِرَٰطٖ مُّسۡتَقِيمٖ
an qareeb nadaan log kahenge ke jis qible par ye thein us se unhe kis cheez ne hataaya? aap kehdi jiye ke mashriq wa maghrib ka maalik Allah ta’ala hee hai, wo jise chaahe sidhi raah ki hidaayath karde