Surah Al-Baqara Verse 142 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqara۞سَيَقُولُ ٱلسُّفَهَآءُ مِنَ ٱلنَّاسِ مَا وَلَّىٰهُمۡ عَن قِبۡلَتِهِمُ ٱلَّتِي كَانُواْ عَلَيۡهَاۚ قُل لِّلَّهِ ٱلۡمَشۡرِقُ وَٱلۡمَغۡرِبُۚ يَهۡدِي مَن يَشَآءُ إِلَىٰ صِرَٰطٖ مُّسۡتَقِيمٖ
Nadaan log zaroor kahenge : inhein kya hua ke pehle yeh jis qible ki taraf rukh karke namaz padhte thay ussey yakayak phir gaye? (Aey Nabi) Inse kaho : “mashriq aur magrib sab Allah ke hain, Allah jisey chahta hai seedhi raah dikha deta hai