Surah Al-Baqara Verse 158 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞إِنَّ ٱلصَّفَا وَٱلۡمَرۡوَةَ مِن شَعَآئِرِ ٱللَّهِۖ فَمَنۡ حَجَّ ٱلۡبَيۡتَ أَوِ ٱعۡتَمَرَ فَلَا جُنَاحَ عَلَيۡهِ أَن يَطَّوَّفَ بِهِمَاۚ وَمَن تَطَوَّعَ خَيۡرٗا فَإِنَّ ٱللَّهَ شَاكِرٌ عَلِيمٌ
safa aur marwa Allah ta’ala ki nishaniyo mein se hai, is liye baitullah ka haj wa umraah karne waale par un ka tawaaf kar lene mein bhi koyi gunah nahi, apni khushi se bhalaayi karne waalo ka Allah qadardaan hai, aur unhe qoob jaanne wala hai