Surah Al-Baqara Verse 158 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqara۞إِنَّ ٱلصَّفَا وَٱلۡمَرۡوَةَ مِن شَعَآئِرِ ٱللَّهِۖ فَمَنۡ حَجَّ ٱلۡبَيۡتَ أَوِ ٱعۡتَمَرَ فَلَا جُنَاحَ عَلَيۡهِ أَن يَطَّوَّفَ بِهِمَاۚ وَمَن تَطَوَّعَ خَيۡرٗا فَإِنَّ ٱللَّهَ شَاكِرٌ عَلِيمٌ
Yaqeenan safa aur marwa Allah ki nishaniyon mein se hain, lihaza jo shaks baitullah ka hajj ya umra karey, uske liye koi gunaah ki baat nahin ke woh in dono pahadiyon ke darmiyan sayi karle aur jo bariza o ragbat(with a willing heart) koi bhalayi ka kaam karega Allah ko iska ilm hai aur woh iski qadr karne wala hai