Surah Al-Baqara Verse 159 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraإِنَّ ٱلَّذِينَ يَكۡتُمُونَ مَآ أَنزَلۡنَا مِنَ ٱلۡبَيِّنَٰتِ وَٱلۡهُدَىٰ مِنۢ بَعۡدِ مَا بَيَّنَّـٰهُ لِلنَّاسِ فِي ٱلۡكِتَٰبِ أُوْلَـٰٓئِكَ يَلۡعَنُهُمُ ٱللَّهُ وَيَلۡعَنُهُمُ ٱللَّـٰعِنُونَ
Jo log hamari nazil ki hui roshan taleemat aur hidayaat ko chupate hain, daraan haal yeh ke hum inhein sab Insano ki rehnumayi ke liye apni kitab mein bayan kar chuke hain, yaqeen jaano ke Allah bhi unpar lanat karta hai aur tamaam lanat karne waley bhi unpar lanat bhejte hain