Surah Al-Baqara Verse 173 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraإِنَّمَا حَرَّمَ عَلَيۡكُمُ ٱلۡمَيۡتَةَ وَٱلدَّمَ وَلَحۡمَ ٱلۡخِنزِيرِ وَمَآ أُهِلَّ بِهِۦ لِغَيۡرِ ٱللَّهِۖ فَمَنِ ٱضۡطُرَّ غَيۡرَ بَاغٖ وَلَا عَادٖ فَلَآ إِثۡمَ عَلَيۡهِۚ إِنَّ ٱللَّهَ غَفُورٞ رَّحِيمٌ
tum par murda aur (baha hoa) qoon aur suwwar ka gosht aur har wo cheez jis par Allah ke siva dosro ka naam pukaara gaya ho haraam hai, phir jo majboor ho jaaye aur wo hadh se badne waala aur zyaadati karne waala na ho, us par un ke khaane mein koyi gunaah nahi, Allah ta’ala baqshish karne waala meherbaan hai