Surah Al-Baqara Verse 184 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraأَيَّامٗا مَّعۡدُودَٰتٖۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِيضًا أَوۡ عَلَىٰ سَفَرٖ فَعِدَّةٞ مِّنۡ أَيَّامٍ أُخَرَۚ وَعَلَى ٱلَّذِينَ يُطِيقُونَهُۥ فِدۡيَةٞ طَعَامُ مِسۡكِينٖۖ فَمَن تَطَوَّعَ خَيۡرٗا فَهُوَ خَيۡرٞ لَّهُۥۚ وَأَن تَصُومُواْ خَيۡرٞ لَّكُمۡ إِن كُنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
ginte ke chand hee din hai lekin tum mein se jo shaqs bimaar ho ya safar mein ho to wo aur dino mein ginti ko pura karle aur us ki taaqath rakhne waale fidya mein ek miskeen ko khana de, phir jo shaqs neki mein sabqath kare wo osi ke liye behtar hai, lekin tumhaare haq mein behtar kaam roze rakhna hee hai agar tum ba ilm ho