Surah Al-Baqara Verse 184 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraأَيَّامٗا مَّعۡدُودَٰتٖۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِيضًا أَوۡ عَلَىٰ سَفَرٖ فَعِدَّةٞ مِّنۡ أَيَّامٍ أُخَرَۚ وَعَلَى ٱلَّذِينَ يُطِيقُونَهُۥ فِدۡيَةٞ طَعَامُ مِسۡكِينٖۖ فَمَن تَطَوَّعَ خَيۡرٗا فَهُوَ خَيۡرٞ لَّهُۥۚ وَأَن تَصُومُواْ خَيۡرٞ لَّكُمۡ إِن كُنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
Chandh muqarrar dino ke roze hain, agar tum mein se koi bimaar ho, ya safar par ho to dusre dino mein utni hi tadaad poori karle aur jo log roza rakhne ki qudrat rakhte hon (phi na rakhein) to woh fidya dein, ek roze ka fidiya ek miskeen ko khana khilana hai aur jo apni khushi se kuch zyada bhalayi karey to yeh usi ke liye behtar hai, lekin agar tum samjho to tumhare haqq mein accha yahi hai ke roza rakkho