Surah Al-Baqara Verse 205 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَإِذَا تَوَلَّىٰ سَعَىٰ فِي ٱلۡأَرۡضِ لِيُفۡسِدَ فِيهَا وَيُهۡلِكَ ٱلۡحَرۡثَ وَٱلنَّسۡلَۚ وَٱللَّهُ لَا يُحِبُّ ٱلۡفَسَادَ
Jab usey iqtedar hasil ho jata hai, to zameen mein uski saari daud dhoop isliye hoti hai ke fasaad phailaye, kheton ko gaarat karey aur nasal e Insaani ko tabaah karey , halaanke Allah (jisey woh gawah bana raha tha) fasaad ko hargiz pasand nahin karta