Surah Al-Baqara Verse 205 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذَا تَوَلَّىٰ سَعَىٰ فِي ٱلۡأَرۡضِ لِيُفۡسِدَ فِيهَا وَيُهۡلِكَ ٱلۡحَرۡثَ وَٱلنَّسۡلَۚ وَٱللَّهُ لَا يُحِبُّ ٱلۡفَسَادَ
jab wo laut kar jaata hai to zameen mein fasaad phailaane ki aur kheti aur nasal ki barbaadi ki koshish mein laga rehta hai aur Allah ta’ala fasaad31 ko na-pasand karta hai