Surah Al-Baqara Verse 216 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraكُتِبَ عَلَيۡكُمُ ٱلۡقِتَالُ وَهُوَ كُرۡهٞ لَّكُمۡۖ وَعَسَىٰٓ أَن تَكۡرَهُواْ شَيۡـٔٗا وَهُوَ خَيۡرٞ لَّكُمۡۖ وَعَسَىٰٓ أَن تُحِبُّواْ شَيۡـٔٗا وَهُوَ شَرّٞ لَّكُمۡۚ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ وَأَنتُمۡ لَا تَعۡلَمُونَ
tum par jihaad farz kiya gaya, go wo tumhe dushwaar44 maaloom ho, mumkin hai ke tum kisi cheez ko buri jaano aur dar-asl wahi tumhaare liye bhali ho aur ye bhi mumkin hai ke tum kisi cheez ko acchi samjho, halaan ke wo tumhaare liye buri ho, haqiqi ilm Allah hee ko hai, tum mahez be-qabar ho