Surah Al-Baqara Verse 215 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraيَسۡـَٔلُونَكَ مَاذَا يُنفِقُونَۖ قُلۡ مَآ أَنفَقۡتُم مِّنۡ خَيۡرٖ فَلِلۡوَٰلِدَيۡنِ وَٱلۡأَقۡرَبِينَ وَٱلۡيَتَٰمَىٰ وَٱلۡمَسَٰكِينِ وَٱبۡنِ ٱلسَّبِيلِۗ وَمَا تَفۡعَلُواْ مِنۡ خَيۡرٖ فَإِنَّ ٱللَّهَ بِهِۦ عَلِيمٞ
aap se pochte hai ke wo kya qarch kare? aap kehdi jiye ke jo maal tum qarch karo wo maa baap ke liye hai, aur rishtedaaro aur yatimo aur miskino aur musaafiro ke liye hai aur tum jo kuch bhalaayi karoge Allah ta’ala ko us ka ilm hai