Surah Al-Baqara Verse 214 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraأَمۡ حَسِبۡتُمۡ أَن تَدۡخُلُواْ ٱلۡجَنَّةَ وَلَمَّا يَأۡتِكُم مَّثَلُ ٱلَّذِينَ خَلَوۡاْ مِن قَبۡلِكُمۖ مَّسَّتۡهُمُ ٱلۡبَأۡسَآءُ وَٱلضَّرَّآءُ وَزُلۡزِلُواْ حَتَّىٰ يَقُولَ ٱلرَّسُولُ وَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ مَعَهُۥ مَتَىٰ نَصۡرُ ٱللَّهِۗ أَلَآ إِنَّ نَصۡرَ ٱللَّهِ قَرِيبٞ
kya tum ye gumaan kiye baithe ho ke jannath mein chale jaoge, halaan ke ab tak tum par wo halaath nahi aaye jo tum se agle logo par aaye thein, unhe bimariya aur musibate pahochi aur yahaa tak ke jhin-jode43 gaye, ke rasool aur us ke saath ke imaan waale kehne lage ke Allah ki madad kab ayegi? sun rakho ke Allah ki madad qareeb hee hai