Surah Al-Baqara Verse 230 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraفَإِن طَلَّقَهَا فَلَا تَحِلُّ لَهُۥ مِنۢ بَعۡدُ حَتَّىٰ تَنكِحَ زَوۡجًا غَيۡرَهُۥۗ فَإِن طَلَّقَهَا فَلَا جُنَاحَ عَلَيۡهِمَآ أَن يَتَرَاجَعَآ إِن ظَنَّآ أَن يُقِيمَا حُدُودَ ٱللَّهِۗ وَتِلۡكَ حُدُودُ ٱللَّهِ يُبَيِّنُهَا لِقَوۡمٖ يَعۡلَمُونَ
phir agar us ko (tisri baar) talaaq dede, to ab us ke liye halaal nahi jab tak ke wo aurath us ke siva dosre se nikaah na kare, phir agar wo bhi talaaq dede, to un duno ko mel-jol kar lene mein koyi gunaah nahi, bashart ye ke, ye jaan le ke Allah ki hado ko qaayem rakh sakenge, ye Allah ta’ala ke hudoodh hai jinhe wo jaanne waalo ke liye bayaan farma raha hai