Surah Al-Baqara Verse 232 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَإِذَا طَلَّقۡتُمُ ٱلنِّسَآءَ فَبَلَغۡنَ أَجَلَهُنَّ فَلَا تَعۡضُلُوهُنَّ أَن يَنكِحۡنَ أَزۡوَٰجَهُنَّ إِذَا تَرَٰضَوۡاْ بَيۡنَهُم بِٱلۡمَعۡرُوفِۗ ذَٰلِكَ يُوعَظُ بِهِۦ مَن كَانَ مِنكُمۡ يُؤۡمِنُ بِٱللَّهِ وَٱلۡيَوۡمِ ٱلۡأٓخِرِۗ ذَٰلِكُمۡ أَزۡكَىٰ لَكُمۡ وَأَطۡهَرُۚ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ وَأَنتُمۡ لَا تَعۡلَمُونَ
aur jab tum apni aurto ko talaaq do aur wo apni iddath puri karle to unhe unke qaawindo se nikaah karne se na roko jab ke wo aapas mein dastoor59 ke mutaabiq razaamandh ho, ye nasihath unhe ki jaati hai jinhe tum mein se Allah ta’ala par aur qayaamath ke din par yaqeen wa imaan ho, is mein tumhaari behetreen safaayi aur pakizgi hai, Allah ta’ala jaanta hai aur tum nahi jaante