Surah Al-Baqara Verse 240 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَٱلَّذِينَ يُتَوَفَّوۡنَ مِنكُمۡ وَيَذَرُونَ أَزۡوَٰجٗا وَصِيَّةٗ لِّأَزۡوَٰجِهِم مَّتَٰعًا إِلَى ٱلۡحَوۡلِ غَيۡرَ إِخۡرَاجٖۚ فَإِنۡ خَرَجۡنَ فَلَا جُنَاحَ عَلَيۡكُمۡ فِي مَا فَعَلۡنَ فِيٓ أَنفُسِهِنَّ مِن مَّعۡرُوفٖۗ وَٱللَّهُ عَزِيزٌ حَكِيمٞ
jo log tum mein se fauth ho jaaye aur biwiya chohd jaaye wo wasiyath kar jaaye ke un ki biwiya saal bhar tak fayeda uthaaye, unhe koyi na nikaale, haan agar wo khud nikal jaaye to tum par us mein koyi gunah nahi jo wo apne liye acchaayi se kare, Allah ta’ala ghaalib aur hakeem hai