Surah Al-Baqara Verse 243 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqara۞أَلَمۡ تَرَ إِلَى ٱلَّذِينَ خَرَجُواْ مِن دِيَٰرِهِمۡ وَهُمۡ أُلُوفٌ حَذَرَ ٱلۡمَوۡتِ فَقَالَ لَهُمُ ٱللَّهُ مُوتُواْ ثُمَّ أَحۡيَٰهُمۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ لَذُو فَضۡلٍ عَلَى ٱلنَّاسِ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَشۡكُرُونَ
Tumne un logon ke haal par bhi kuch gaur kiya, jo maut ke darr se apne ghar baar chodh kar nikle thay aur hazaaron ki tadaad mein thay? Allah ne unse farmaya: marr jao , phir usne unko dobara zindagi bakshi, haqeeqat yeh hai ke Allah Insaan par bada fazal farmane wala hai magar aksar log shukar ada nahin karte