Surah Al-Baqara Verse 243 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞أَلَمۡ تَرَ إِلَى ٱلَّذِينَ خَرَجُواْ مِن دِيَٰرِهِمۡ وَهُمۡ أُلُوفٌ حَذَرَ ٱلۡمَوۡتِ فَقَالَ لَهُمُ ٱللَّهُ مُوتُواْ ثُمَّ أَحۡيَٰهُمۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ لَذُو فَضۡلٍ عَلَى ٱلنَّاسِ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَشۡكُرُونَ
kya tum ne unhe nahi dekha jo hazaaro ki tedaad mein thein aur mauth ke dar ke maare apne gharo se nikal khade hoe thein, Allah ta’ala ne unhe farmaaya mar jaao, phir unhe zinda kar diya, be-shak Allah ta’ala logo par bada fazl waala hai, lekin aksar log na shukre hai