Surah Al-Baqara Verse 256 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraلَآ إِكۡرَاهَ فِي ٱلدِّينِۖ قَد تَّبَيَّنَ ٱلرُّشۡدُ مِنَ ٱلۡغَيِّۚ فَمَن يَكۡفُرۡ بِٱلطَّـٰغُوتِ وَيُؤۡمِنۢ بِٱللَّهِ فَقَدِ ٱسۡتَمۡسَكَ بِٱلۡعُرۡوَةِ ٱلۡوُثۡقَىٰ لَا ٱنفِصَامَ لَهَاۗ وَٱللَّهُ سَمِيعٌ عَلِيمٌ
deen ke baare mein koyi zabardasti nahi, hidaayath zalaalath se roushan ho chuki hai, is liye jo shaqs Allah ta’ala ke siva dosre mabudo ka inkaar kar ke Allah ta’ala par imaan laaye us ne mazbooth kade ko thaam liya, jo kabhi na totega, aur Allah ta’ala sunne waala jaanne waala hai