Surah Al-Baqara Verse 26 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَسۡتَحۡيِۦٓ أَن يَضۡرِبَ مَثَلٗا مَّا بَعُوضَةٗ فَمَا فَوۡقَهَاۚ فَأَمَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ فَيَعۡلَمُونَ أَنَّهُ ٱلۡحَقُّ مِن رَّبِّهِمۡۖ وَأَمَّا ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ فَيَقُولُونَ مَاذَآ أَرَادَ ٱللَّهُ بِهَٰذَا مَثَلٗاۘ يُضِلُّ بِهِۦ كَثِيرٗا وَيَهۡدِي بِهِۦ كَثِيرٗاۚ وَمَا يُضِلُّ بِهِۦٓ إِلَّا ٱلۡفَٰسِقِينَ
yaqinan Allah ta’ala kisi misaal ke bayaan karne se nahi sharmaata, qwaah macchar ki ho ya us se bhi halki cheez ki, imaan waale to ose apne rub ki jaanib se sahih samajhte hai aur kuffaar kehte hai ke is misaal se Allah ne kya muraad5 li hai? us ke zariye beshtar ko gumraah karta hai aur aksar logo ko raah raasth par laata hai aur gumraah to sirf faasiqo ko hee karta hai